Monday, January 13, 2020

India vs Aus ,1st ODI , Playing 11

india vs aus


Aaj ham bat karenge india vs aus ka jo ODI series hone wali hai aaj uanhi ke palying 11 ke bare me bat karenge dono team ke .

yadi aapko yah jankari chahiye to is post kolast tak jarur padhe aur yadi aapke man mees postse relative koi bhi question ho to hame comment jarur kare. india vs aus 2nd odi playing 11

to me bata du ki india aur australia ke bich jo odi sereis hone wali hai us series me inddia ki aur se Rohit sharma ki vapasi huyi hai .

jo india vs west indies ka jo series chal raha tha usi time is player ne aaram ki ghosana kar di thi ki ham srilanka ke sath jo series hoga usame ham nahi khelenge .

sath hi sath mohammad shami ko bhi is series se shami ne khud aaram ki ghosana ki thi .
ab dono player australia ke khilaf hone wale odi series me bhag legi aur khelegi .


india vs aus 2020, india playing 11


1. Rohit Sharma 

2. Shikhar Dhawan


4. Shreyas iyer

5. Rishabh pant

6. Kedar Jadav

7. Kuldeep Yadav

8. Ravindra Jadeja

9. Mohammad Shami

10. Shardul Thakur

11. Jasprit bumrah

Yahi hai india team ka strong playing 11 jo bahut hi strong dikh rahah hai kyonki ek se badhakar ek batsman ki vapasi huyi hai is match me aur ek se badhakar ek bowler ki bhi vapasi huyi hai .

ab australia team ki bat ki jaye to australia ki team bhi bahut strong dikh rahe hai kyonki australia team me bhi ek se badhkar ek batsman and bowmer ki vapasi huyi hai. india vs west indies 1st t20 

Australia Team ki bat ki jaye to Steven Smith and David Warner jaise batsman and mitchell starc and pett cummins  jese bowler ki vapasi huyi hai .

India vs aus 1st odi , australia playing 11

1. Aron Finch

2. Steven Smith

3. David Warner

4. Arcy Short

5. Ashton aagar

6. Alex Carry

7. Mitchell starc

8. pett cummins

9. Josh Hozlewood

10 Peter Handscomb

11. Adam jampa

india vs aus seres yani is series ka 1st odi match ka australian playing 11  is prakar hai jo ki bahut hi strong team mani jati hai .



Share:

6 comments:

Blog Archive

Definition List


Unordered List

Support